Pados wali Aunty-3

Pichla bhaag padhe:- Pados wali Aunty-2

To doston, jaisa ki main aapko bata hi chuka hu, ki kaise mere pados mein ek aunty ko dekh kar main muth maarta tha, aur kaise wo aunty ne mujhe range hatho pakad kar jaanwaro ki tarah choda.

Mujhe jab bhi time milta main aunty ke paas chale jata. Wo mere lund ko nichodh-nichodh kar aise sperm nikaalti jaise ki koi dudh nikal raha ho. Aur fir mere virya ki ek-ek boond chaat jati.

Mujhe bhi kaafi maza aa raha tha, aur main khud ko aunty ko saump chuka tha. Wo mujhe baandh kar jaise chaahe waise istemaal karti. Kabhi mera lund, kabhi gote, to kabhi gaand chaat-ti. To kabhi-kabhi mere muh par baith kar apni chut ragadti.

Kaafi achi life chal rahi thi, par aunty ka mann sirf itne mein nahi bhara tha. Ek din aunty ne mujhse kaha-

Aunty: Mujhe ye thodi der chodne mein maza nahi aa raha. Poora din chodna hai tumhe.

Raju: Par aunty hum din bhar kaise ye kar sakte hai? Aapke husband bhi to aa jaate hai. Aur mujhe bhi ghar jana hota hai.

Aunty: Hum kisi weekend baahar chalte hai. Tu koi bahana maar do apne ghar mein 2-3 din baahar jaane ka.

Raju: Theek hai. Par aap kya bahana karogi?

Aunty: Tum meri chinta mat karo, maine sab plan kar rakha hai.

Main aunty ka aisa gulam ban chuka tha, ki ek maine ghar jaa kar waisa hi kara jaisa unhone kaha. Aur 2 din ke liye baahar jaane ka bahana kar liya. Aunty ne mujhe ek jagah ka address diya aur boli yaha aa jana. Main bhi wo weekend ka wait karne laga.

Do hafte baad jana tha, aur utne time aunty ne mere sath sex bhi nahi kara. Unka kehna tha ki mujhe apni taakat bacha kar rakhni chahiye. Aur mujhe muth maarne ko bhi mana kara.

Fir wo din aaya, main aunty ki batayi hui jagah par pahunch gaya. Wo bahut bada bungalow tha. Maine aunty se poocha kiska hai, to unhone bataya ki ye unki ek saheli ka hai. Unhone mujhe andar liya aur gate band kar liya.

Maine dekha aunty ne kayi tarah ki sex ki cheezein pehle se hi kamre mein jama rakhi thi. Fir thoda bhi time na dete hue mere kapde utare, aur mujhe kamre ke beech mein khada karke do taraf ki deewar se rassi kheench kar baandh diya. Main nanga hall mein bandha hua tha. Fir ek-ek kar mere pair bhi baandh diye.

Aunty ko bondage bahut pasand hai, aur hum aisa pehle bhi karte aaye hai. To maine bilkul bhi resist nahi kara. Uske baad aunty ne chhadi se meri gaand par maarna shuru kar diya. Itne mein ghar ki bell baji, aur aunty gate kholne chale gayi.

Gate khulte hi mujhe aur logon ki awaaz aayi. Main to bandha pada tha, aur hil bhi nahi sakta tha. Mujhe awaaz aur paas aati lagi. Maine palat kar dekha to waha aur auntiyan aa rahi thi, aur main nanga khada tha. Wo sab itna normal aa rahe the, jaise roz ki baat ho. Koi mujhe waha aisi haalat mein dekh kar chaunka bhi nahi.

Fir ek aunty boli: To ye hai wo ladka.

Maine kaha: Kya matlab? Aur aunty ye sab kon hai.

Meri padosan ne kaha: Beta ye meri kitty ki saheliya hai. Aaj in sab ko satisfy karna hai tumhe.

Fir sab hi auntiyan mujhe chhoone lag gayi. Kisi ne meri gaand par chaanta maara to koi mera lund masal rahi thi, to kisi ne mere gote mutthi mein pakad liye. Mere poore shareer par hath lagaye aur maare jaa rahi thi sab auntiyan.

Fir sab ne apne-apne kapde utaare aur shuru hua chudai sangram. Ek-ek kar sab mera lund choos rahi thi. Ek meri taango ke neeche baith kar mere gote chaat rahi thi. Aur meri pados wali aunty meri gaand chaat rahi thi. Fir hamesha ki tarah dheere-dheere meri gaand mein ungli daal rahi thi.

Mera lund poori tarah se sakht ho gaya tha. Sab auntiyan mere lund ko choosne ke liye lad rahi thi. Itne mein mere pados wali aunty ne meri gaand mein kuch ghusana shuru kara. Main ek-dum chillaya-

Main: Ye kya hai!

Unhone bola: Prostat massager hai. Tumhe bahut maza aayega.

Wo bahut bada sa koi sex toy tha, jo aunty ne meri gaand mein ghusa diya, aur fir usne zoro se vibrate karna shuru kar diya. Main tilmilane laga aur sath hi sath meri gaand par zoro se belt se maarne lag gayi sb auntiyan. Main bas aahon ki awaaze nikaale jaa raha tha.

Fir mere lund par ek muth maarne wali machine lagayi. Wo cylinder ke akaar ka tha, usme mera lund daal diya. Mere lund uske aar-paar ho gaya tha. Fir use strap se meri kamar par bandh diya. Wo andar se bahut mulayam tha ek-dum chut jaisa. Fir jaise hi use chaalu kara, to usne bahut tezi se aage-peeche hilna shuru kar diya.

Doston main poori tarah se bandha hua tha, aur meri gaand aur lund dono par sex toy lage hue the, aur tezi se chal rahe the. Main to bas waha machal raha tha. Itni saari uttejana ho rahi thi mere poore shareer mein, ki meri gaand par pad rahe kode to ab mujhe mehsoos bhi nahi ho rahe the.

Kaafi der tak ye zulm sehne ke baad meri charam-seema aa chuki thi. Ye dekh saari auntiyan mere saamne ghutne tek kar baith gayi. Sabhi ko prasaad chahiye tha. Mujhse bhi aur zyada intezaar na hua, aur maine apni pichkari maarni shuru kar di. Do hafte se jama karke rakha saara maal saamne baithi sabhi auntiyon par uda diya.

Uske baad sab auntiyon ne mera sperm chaatna shuru kar diya, aur fir mere hath pair khol diye. Main dhang se khada bhi nahi ho paa raha tha.

Itne mein ek aunty boli: Mrs Mehra, aap goli layi hai ki nahi?

To doosri aunty boli: Haa laayi hu na.

Uske baad unhone mujhe koi to dawayi khilayi aur kaha: Isse ab tumhara lund fir khada ho jayega aur kyunki tum apna saara sperm nikaal chuke ho, to itni jaldi firse jhadega bhi nahi.

Maine kaha: Aur agar jhad gaya to?

To mere pados wali aunty boli: To tumko aur dawayi denge. Ye do din hum sab baari-baari se tumhe chodte rahenge. Lund neeche nahi hona chahiye.

Main samajh gaya ye sab randiya aaj mera lund kharaab karke hi dum lengi. Itne mein mera lund fir khada ho gaya, aur in kamuk auraton ne mujhe bistar par lita kar baandh diya aur baari-baari se mujh par chadh kar apni chut ki aag bujhane lagi. Ek aunty mere lund par, to ek mere muh par baithi thi. Mera lund lagataar ghisa jaa raha tha.

Mere paani peene tak ke liye nahi ruk rahi thi. Maine paani maanga to mere muh par baithi hui aunty ne apne shareer par bottle se paani girana shuru kara, aur wo rista hua unki chut par se hota hua mere muh par aaya.

Unhone bola: Lo pee lo jitna peena ho.

Main bhi bandha hua tha, aur koi chaara bhi nahi tha. Unki chut se maine paani peena shuru kar diya.

Sabhi auntiyan mujhe lagataar chodti rahi. Kaafi ghante baad mera lund firse pichkari chhodhne jaisa hone laga.

Tab bhi ye pyaasi raande rukne ka naam nahi le rahi thi, aur mera jhaag ek aunty ki chut mein hi nikal gaya. Uske baad bhi wo aunty tab tak nahi ruki jab tak mera lund dheela nahi pad gaya.

Uske baad mujhe firse ek aur goli khilayi gayi. Mera lund khada hota itni der ye randiyan meri gaand mein ungali daal kar hilane lagi, aur mere goton ko chaat kar unhe massage dene lagi. Fir goli ke asar se jaise hi loda khada hua, fir chudai shuru kar di.

Poori raat mere sath yahi hota raha. Inhone mujhe ek-ek karke chodna shuru kar diya. Jab ek aunty thak jati, to wo jaa kar so jati, aur doosri aa kar chodne lagti.

Ye aise chod rahi thi, maano ye inka aakhri din ho. Na-jaane kitne saalon ki bhookh pyaas ek sath mita rahi thi. Sab ki sab bhookhi sherni se kam nahi thi. In sab ke pati shayad inki hawas nahi mita paate honge. Tab hi ye mere jaise naujawan ladkon ko chodne ke liye utaawli rehti hongi.

Agla din bhi aisa hi chalta raha. Kayi baar to main so bhi gaya, par goli ke asar ki wajah se mera lund khada raha. Aur ye randiyan mujhe sote hue mein bhi chodti rahi.

Aakhir-kaar do din ki chudai ke baad jaane ka mauka aaya. Tab jaa kar inhone mujhe chhodha. Mujhe to yaad bhi nahi kitni baar pichkari maari maine in do dino mein. Mujhse dhang se khada bhi hua nahi jaa raha tha. Par jo bhi kaho maza to mujhe bhi aaya.

Uske baad in sab auntiyon ne kaha ki tumne hamara khoob dhyan rakha. Hamari pyaas bujhayi. Iske badle mein tum kya chaahte ho?

Raju: Iske badle mein main chaahta hu ki tum sab randiyan nangi ho kar, ghodi ban kar baith jao.

Unhone chup-chaap meri baat maani. Uske baad maine belt li, aur satt satt karke sab ki gaand par maarna shuru kara. Unhone sab ne cheekhna chillana shuru kar diya. Par maine bhi jaanwaro ki tarah unki gaand par kode chalaye aur suja kar laal kar di.

Raju: Ab maza aaya randiyon? Ab aao aur gaand chaat kar maafi maango.

Uske baad sab ek-ek karke meri gaand chaatne lagi, aur mujhse maafi maangne lagi. Sab ke maafi maangne ke baad maine kaha-

Main: Chalo ab utho, aur agli baar agar hawas mitani ho to seedhe-seedhe bol dena. Tum randiyon ko chodne mein maza to aaya.