Dost bana beta-12

Pichla bhaag padhe:- Dost bana beta-11

Maine Amit uncle ko kaha ki aap Pandit ji ke sath kal aa jaye. Next day Amit uncle aur Pandit ji aa gaye sath mein. Rekha aunty (Amit uncle ki wife) aur unki beti Shalu didi, jo ki mere se 6 saal badi thi (Unki Shaadi ho gayi thi aur ek beti thi 2 year ki hamari shaadi ke time. Didi pregnant thi to Noida mein reh rahi thi. Us time unka 2nd month chal raha tha) wo bhi aaye the.

Main Rekha aunty se nazrein nahi mila paa raha tha. Rekha aunty ke chehre pe gussa dikh raha tha, kyunki mom aur dad ke jaane ke baad main Amit uncle aur Rekha aunty ke sath hi reh hu. Rekha aunty ne Pandit ji se poocha ki kya iska koi doosra raasta tha.

Pandit ji ne kaha: Nahi, kyunki Aarav ne ek baar Nisha ki maang bhar di hai. To dono ko vidhi se shaadi karni hogi.

Pandit ji ne bataya: Agar dono shaadi karna chaahte hai to jis din maine Nisha ki maang bhari thi, theek usi din main use shaadi karu next year.

Maine kaha: Kya main 2 saal ke baad nahi kar sakta? Kyunki abhi mera college hai. Ek baar college over ho jayega, fir kar lenge.

Is par Pandit ji ne kaha: Ho sakta hai, but 2 year se zyada late nahi hona chahiye.

Fir unhone kaha abhi main aur Nisha engagement kar le, aur shaadi baad mein hogi. Sab ne ok kaha. Fir Pandit ji ne kaha ki 3 din baad engagement ke liye acha mahurat tha. Hum ready ho gaye. Fir Pandit ji ne kuch samaan ki list di aur kaha ki engagement tak sab ready rakhna.

Uske baad Pandit ji chale gaye. Hum sab baith ke sochne lage aage ka plan. To uncle ne kaha ki wo Noida mein ek hall book kar lenge hum dono ki engagement ke liye. Unhone kaha ki iske baare mein kisi ko na pata chale to acha hoga. Waise mere mom dad ke baad koi nahi tha mera, Amit uncle aur unki family chhodh ke. To mujhe koi tension nahi thi.

Nisha ne bhi apne rishtedaar se kaafi time pehle hi sab khatam kar liya tha. Fir Amit uncle aur unki family bhi chali gayi. Unhone kaha ki wo sab kuch arrange kar lenge. Fir hame phone karenge aane ke liye.

Nisha: Aarav tum sach mein ready ho na iske liye?

Me: Aur koi option bhi nahi hai. Meri galti thi, aapki life main kharaab nahi hone doonga.

Nisha: Thanks mere liye itna sochne ke liye.

Tabhi Rohan ko ek call aaya, wo baahar chala gaya.

Me: Meri jaan, main nahi sochunga to kon sochega?

Nisha: Sach batana, ye sab tumne kiya na?

Me: Kya sab?

Nisha: Yahi, meri maang mein apna khoon bharna.

Me: Nahi maine kuch nahi kiya. Ye sab anjane mein hua, par acha hua hum dono ek ho gaye, aur kisi se koi darr nahi.

Nisha: Mujhe hai darr.

Me: Kaisa darr baby?

Nisha: Rohan ka, maana ki usne abhi ise accept kar liya hai. But uske mann mein aayega na ki uska dost uski mom ka pati hai.

Me: Dekho Nisha baby, pehli baat, ki jab Rohan ho hum dono ke sath to purani baat mat karna, use pata nahi chalna chaahiye.

Nisha: Ok, uske saamne ye sab thodi bolungi.

Me (Rohan ko dekh liya ki wo hall ke baahar khada tha, aur Nisha ko ishara kiya): Dekho Nisha, Rohan tumhara beta hai. Usne tumhare khushi ke liye hi ye sab kiya. Main jaanta hu ki use acha nahi lagega, par usne khud hame permission di hai. Ab wo mere dost se beta ban jayega. Ab use mujhe as a father accept karna hai ya nahi karna, ye uski marzi hogi. Baaki jo meri duty hogi, tumhe aur Rohan ko koi problem nahi hone doonga. Hamesha tum dono ke sath rahunga.

Nisha: Thanks itna pyaar karne ke liye.

Me: It’s my duty.

Fir Rohan bhi aa gaya. Hum teeno ne plan kiya ki hamare liye shopping kal karenge. Thodi der baat karne ke baad Nisha hamare liye dinner banane gayi. Main aur Rohan baat karne lage. Maine Rohan se kaha ki iske baare mein kisi ko mat batana, aur college mein normal rehna.

Dinner ke baad hum teeno apne room mein jaake so gaye. Aaj main bahut khush tha, ki ab Nisha meri ho gayi thi. Fir next day utha to Nisha uth gayi thi. Usne mere liye coffee banayi. Fir hum dono ne sath mein coffee pee, aur thodi der baat ki.

Nisha: Ek baat boliye, yaha kisi ko pata chal gaya to?

Me: Dekho kisi ko pata nahi chalega. Maine Rohan ko bol diya hai college mein noramal rahe.

Nisha: Yaha meri kuch friends aati hai.

Me: Tum unke saamne normal rehna. Ek baar mera aur Rohan ka college ho jaye, fir hum yaha se baahar chale jayenge.

Nisha: Ok baby.

Fir Rohan utha, hum teeno ne ready hoke breakfast kiya. Uske baad main Nisha ko uske kaam se bank le gaya. Raaste mein Nisha ne ache se pakda tha mujhe. Hum dono ne halke maze liye. Fir kaam karke ghar aa gaye. Shaam ko shopping ke liye gaye. Nisha ne normal suit pehna tha. But ek-dum patakha lag rahi thi. Maine control kiya.

Fir uske baad hum teeno ek showroom mein gaye. Waha maine pehle Nisha ke liye dress select ki. Rohan ne bhi idea diya. Kaafi der tak Nisha ko bahut se dress dikhaye, but use kuch pasand nahi aa raha tha. Finally Rohan ne ek dress select ki Red color ka gown. Nisha wo dekhte hi sharma gayi. But maine bhi kaha ki wo acha tha.

Hamne fir wo le liya. Fir maine aur Rohan ne dress li. Uske baad hum ek movie dekhne gaye. Fir restaurant mein dinner karke ghar aa gaye. Ghar aake hum teeno thak gaye the, to sone chale gaye. Maine Nisha se kaha aaj main uske sath sounga. Usne mana kar diya ki shaadi ke baad hi sab kuch hoga.

Maine kaha: Kya yaar, ab to hum ek ho gaye hai na. Fir kya problem?

To usne kaha: Maine itne saal tak kuch nahi kiya. Ab karungi to apne pati ke sath hi.

Maine bhi zyada force nahi kiya, aur apne room mein aa gaya, aur muth maar ke so gaya. Next day late se utha. Nisha ne mujhe jagaya aur coffee di. Fir main ready hoke breakfast karne aaya. Rohan kaam se bahar gaya tha. Maine socha aaj Nisha se baat karunga ki kam se kam wo mujhe apne sath sone de.

Me: Nisha baby, aaj se main tumhare sath sounga.

Nisha: Kya bol rahe ho. Shaadi se pehle tumhe kuch nahi milega.

Me: Maine sirf sone ke liye kaha, ye nahi kaha ki kuch karunga.

Nisha: Acha tum control kar loge?

Me: Haa kar loonga. Bas tumhare paas rahunga.

Nisha: Nahi shaadi se pehle ye galat hai.

Me: Tum itna sab mein maanti ho. Fir bhi apne hone waale pati ko naam se bulati ho. Aap ki jagah tum bolti ho, tab galat nahi hota?

Nisha: Theek hai ji, aaj se aisa nahi hoga, jaisa aap bologe waisa hi hoga.

Me: Fir meri baat maano.

Nisha: Ok, but engagement ke baad.

Me: Ok baby (fir maine Nisha ko kiss kar liya).

Nisha: Ye kya tha?

Me: Itna to chalta hai, ye to Rohan ke saamne bhi doonga.

Nisha: No, uske samne nahi.

Me: Chup raho, tum meri patni ho.

Nisha: Ok ji.

Hamari baatein chal rahi thi ki Amit uncle ka call aaya ki unhone sab taiyaari kar li thi.  Hamare liye ek gaadi bhi bhej di thi, taaki aaj shaam ko hi hum aa jaye. Maine Nisha ko sab bataya aur Rohan ko bhi bola jaldi ghar aake sab ready kar le.

Shaam ko jaane ke liye hum ready hue. Maine Nisha ko kaha ki wo blue saree with sleeveless blouse pehne. Kya sexy lag rahi thi Nisha.

So friends aaj ke liye itna hi. Aage ke parts mein bataunga ki kaise meri aur Nisha ki sagayi hui, fir shaadi, aur uske baad honeymoon. Tab tak ke liye good bye.

Agla bhaag padhe:- Dost bana beta-13