Kaun banegi gaon ki rani

To ye kahani ek aise gaon ki hai jaha ek rani ka raj chlta hai. Us rani ke pas croro ki sampati aur power hoti hai. Abhi tk is gaon ki rani shadiyon se bachti aa rahi thi jo rajao ke khandaan ki thi. Par un rajao ke khandaan ne ye suachit karne ke liye ki koi aur gar unka pariwar naa rahe aur raja banne jaye to unhe ye niyam pur karne honge.

Jab us rani ke pure pariwar ki mrityu hui to us gaon ke pusteni padnit logo ne wo kitab nikali. Aur uske anusar gaon me ghosna kara dali ki agli rani kon banegi. Unke anusar agli rani ke liye pehle voting hogi aur phir 3 mahin tk use kuch karya karne honge. Jiske karne ke bad use purn roop se rani ghosit kar diya jaiga.

Halaki ye bhi sunachit kar diya gaya voting m jeetne wali rani ki gaddi me baith jayegi. Par zindagi bhr gaddi me baithi rhegi iska faisala 3 mahine wale karya se hoga.

Khair yaha ye sab ghosna hui aur waha papa ne kaha maa se:

Leave a Comment