Padosan Aunty Ke Liye Vasna-1

Hi doston, main Rohan, aur main aaj apna ek sexual experience share karne wala hu. Ye kissa hai mera aur meri padosan aunty ka. Darasal ye kissa hai holi ke dauran ka. Ab zyada time na waste karte hue kahani chalu karta hu.

Pehle main introduction deta hu. Main Rohan age 19 saal. Meri height kariban 5.9 feet hai, aur thodi muscular body bhi hai. Kyunki thoda mera interest khel mein zyada hai. Ab aage meri padosan ka introduction deta hu.

Meri padosan aunty ka naam Vidya hai, aur uska badan bhara hua hai. Uska figure 38-36-40 aisa kuch hai. Ye thodi si moti hai aur zara rang bhi saawla hai. Par uska shareer poora sexy dikhta hai, aur dikhne mein bhi kehar dhaati hai. Ab aapko thoda idea mila hoga, ki kyun mujhe wo pasand aayi. Ab main ye story start karta hu.

Pehle mera itna attraction uski taraf nahi tha. Par ek din kuch aisa hua, ki mera interest usme itna badh gaya, ki main apne aap ko uski taraf badhne se rok na saka.