Main aur mere hubby ka cousin

Hi dosto, mera naam Sheena hai. Mai almost 43 saal ki ho chuki hu. Mai dikhne me ek kaafi moti aurat hu aur shaadi shuda bhi hu. Meri shaadi bhut choti umar me ho gayi thi. Khair Mai kahani par aati hu.

Meri zindagi bhut achi jaa rahi thi. Meri 2 Betiya hai aur Husband aur Saas jinke saath Mai rehti hu, ek ghar me. Hamaare ghar ke pados me, mere Pati ke sab relatives rehte hai , to sab ka ghar me aana jana laga rehta hai.

Ab baat ye hai, ki mere husband ka ek cousin hai, jo ki pados me hi rehta hai aur jiska naam Kaami hai, hamaare ghar bhut aata-jata rehta hai. Uski umar lag-bhag 25 saal hai.

Ye baat 4 saal pehle ki hai. Uske Bhai ki shaadi me kaafi mehmaan aaye hue the Punjab se. Unke ghar me kaafi jagah thi, lekin mehmaan zyada hone ki wajah se jagah kam pad gayi thi. Isliye Kaami aur kuch mehmaan hamaare ghar sote the.