Wo 21 din-6

Pichla bhaag padhe:- Wo 21 din-5

Us raat inhi khayalon mein khoye hue mujhe kab neend lag gayi pata hi nahi chala. Subah uthi to dekha ke 11 baj chuke the. Main jaldi se room ke baahar nikli. Dekha to mere sasur nashta ready kar ke mera intezaar kar rahe the.

Me: Maafi chaahti hu abbu, aaj jaagne mein der ho gayi.

Abbu: Koi baat nahi bahu. Aaj tum hamare hath ka nashta karo.

Me: Ji abbu.

Hamne sath mein nashta kiya aur Sasur ji bataya: Tumhari saas ka phone aaya tha. Sab theek hai. Bas wo log bhi lockdown ki wajah se ghar mein hi hai.

Me: Acha.

Waqt aise hi guzarta raha, aur har roz raat ko ek hi ghar mein reh kar hum chatting karte rahe. Magar kabhi ek-doosre ke aamne-saamne hamne chatting ki koi baat nahi ki, aur naa hi hamne apni boundaries ko cross kiya.

Ab ye roz ki routine ban gayi. Raat ka khaana khaa kar jaise hi mere sasur apne kamre mein jaate, to main ghar ka aur kitchen ka kaam khatam karke room mein jati. Fir sasur ji se chatting shuru kar deti. Ab mujhe sasur ji ke sath chatting karne ka nasha sa ho gaya tha. Wo kaafi romantic the.

Ab mere shauhar  bhi rozana ke bajaye 2 ya 3 din baad phone ya video call karte, aur saas se bhi baat ho jati. Whatsapp par ab hamari chatting hoti rahi, aur ek baar sasur ji ne mujhe ek romantic poetry bheji.

Me: Mashallah!

Abbu: Pasand aayi?

Me: Ji bahut.

Abbu: Magar iska reply bhi banta hai.

To maine bhi ek romantic poetry download karke send kar di.

Abbu: Is poetry mein jis mohobbat ki baat ki gayi hai, Wo khushnaseeb kon hai?

Me: Jiske liye bheji gayi wahi hai.

Abbu: Sach?

Me: Much.

Abbu: Kya main aapko ek baar dekh sakta hu?

Me: Kyun?

Abbu: Bas dekhna chaahta hu ki aapki baatein itni pyari hai to aap kaisi dikhti hongi.

Me: Par dekh kar delete kar dena.

Abbu: Ok promise.

Maine apni tasveer send kar di. Fir unka reply aaya-

Abbu: Mashallah! Subhanallah!

Jitna maine socha tha aap usse kahi zyada khoobsurat ho. Aur main bahut khushkismat hu ki itni khoobsurat ladki mujhse baatein karti hai.

Me: Thanks for the compliment.

Har ladki aur aurat ki tarah mujhe bhi apni tareef sun kar bahut acha laga.

Fir maine likha: Kya main bhi aapko dekh sakti hu?

Reply mein sasur ji ne apni pic send kar di.

Me: Mashallah! Aap bhi bahut handsome hai.

Abbu: Acha, magar meri age kuch zyada hai.

Me: Meri Mohobbat age nahi feelings dekhti hai.

Abbu: Main to khuda ka shukar ada karunga ki aapne mujhe apni mohobbat ke qabil samjha.

Me: Aap ek ache insan ho. Doosron ki khushi chaahne aur doosron ki feelings samajhne waale.

Abbu: Thanks.

Sasur ji ki baaton se mujhe ek nayi zindagi mil rahi thi. Main ab chatting karte hue sab kuch bhool gayi thi. Kyunki mere sasur ne apni pyar bhari baaton se mere jazbaat aur mere andar ki aurat ko jaga diya tha. Mere dum todte jazbaat firse jeene lage the.

Abbu: Kya soch rahi ho? Kaha kho gayi?

Me: Kuch nahi, bas aise hi. Mujhe neend aa rahi hai. Kal baat kare?

Abbu: Ji theek hai, aap araam karo. Bye

Itni chatting karne aur sasur ji se apni tareef sun kar mujhe neend nahi aa rahi thi. Kyunki Sasur ji ki baaton aur meri tareef ne mere andar ajeeb si khushi paida kar di thi. Main bed se uthi, aur bathroom mein jaa kar aayine ke saamne khadi ho gayi.

Mujh par sasur ji ki baaton ka nasha chadha hua tha. Maine apni nighty utaar di, aur sirf bra-panty mein khud ko aayine mein dekhne lagi. Aaj pehli baar aisa hua tha ki maine khud apne badan ko itne gaur se dekha tha.

Kuch der baad main kuch sambhli, to maine nighty pehni aur bed par aa kar so gayi. Doosre din main jaldi uthi, lekin mere sasur abhi so rahe the. Main kitchen mein gayi, nashta banaya, aur naha kar achi tarah se makeup kiya, aur ek achi si saree pehan kar taiyaar ho gayi.

Room se baahar aayi to sasur ji tv dekh rahe the. Mujhe ek nazar dekha aur fir muskura kar tv dekhne lage. Lockdown lag kar ek hafta ho chuka tha.

Mere shauhar ka phone aaya. Unhone bataya ki un par lockdown par sakhti ki jaa rahi thi. Aap log safe raho. Ghar se baahar na niklo, aur Abbu ka khayaal rakhna.

Maine unhe kaha: Hum bilkul safe aur ache hai. Aap apna aur ammi ka khayaal rakhe.

Raat ko kaam khatam karke jab main room mein gayi, to whatsapp par sasur ka message tha.

Abbu: Hi.

Me: Hello.

Abbu: Kaisi ho aap?

Me: Pehle pata nahi chalta tha ki kaisi hu. Magar lagta hai ab bahut achi hu.

Abbu: Ek baat kehna chaahta hu.

Me: Ji.

Abbu: Aaj aap har roz se zyada khoobsurat lag rahi thi. Aise hi raha karo.

Me: Ye aap hi ki meharbani hai. Warna main to khud ko hi bhool gayi thi. Aapne mujhe firse yaad dilaya ki main ek aurat hu, aur mere andar abhi zindagi baaki hai.

Abbu: Main aapse aur bhi kuch chaahta hu.

Me: Ji kahiye na.

Abbu: Haa magar aapke samne aa kar kehna chaahta hu. Agar aapki ijazat ho to?

Me: Aap ko ijazat ki zaroorat nahi hai.

Abbu: To aaj jau aapke room mein.

Me: Bilkul aayie.

Abbu: Ok.

Ye keh kar sasur ji ne chatting band kar di, aur main unka intezaar karne lagi. Main soch rahi thi ki aakhir aisi kya baat hai jo sasur ji mere saamne kehna chaahte the. Maine change nahi kiya tha, waise hi saree mein thi. Fir sasur ji ne door nock kiya.

Me: Aa jaiye abbu, door khula hai.

Wo chalte hue bed ke kareeb aaye. Main bed se neeche utar kar khadi ho gayi. Unhone kaha-

Abbu: Bahu main wo.. wo.. apna.

Me: Kahiye na abbu kya baat hai?

Ab: Bahu tum bahut pyari lag rahi ho.

Lekin agar tum mera diya hua tohfa bhi pehan leti to mujhe bahut acha lagta. Maine unki baat suni aur almari se unke diye hue necklace ko nikaal kar kaha-

Me: Yahi tohfa na abbu?

Ab : Haa bahu waise to aapko apne shauhar ke hath se ye pehanna chahiye.

Me: Magar wo to yaha nahi hai.

Abbu: To agar aap meri khushi ke liye khud hi pehan lo, to mujhe acha lagega. Agar na pehanna chaaho to bhi koi baat nahi. Mujhe bura nahi lagega.

Me: Abbu ek baat kahu?

Abbu: Haa bahu kaho.

Me: Shauhar ke hath se nahi pehan saki. Kya aap apne hatho se mujhe ye pehnaoge?

Abbu: Ye to mere liye khushi ki baat hogi.

Maine necklace abbu ko diya, aur aayine ke saamne khadi ho gayi. Sasur ji ne mujhe necklace pehnaya aur mujhe apni taraf ghuma kar kaha-

Abbu: Ye necklace kuch khaas nahi tha. Lekin tumne ise pehna to ye keemti ho gaya.

Main apni tareef sun ke sharma gayi.

Iske aage kya hua, wo aapko agle part mein pata chalega. Kahani padhte rehna doston, aage bahut maza aane wala hai.

Agla bhaag padhe:- Wo 21 din-7