Taarak mehta ka ooltah chashmah-67

Hi friends, is part se pehla “Taarak mehta ka ooltah chashmah-66” jarur padhiyega. Ab aage..

Ab hum wapas apni Gokuldham society me aate hai.

Raat ka time hone wala tha aur Karan ghar me akela tha. Karan ko bhookh lagi hui thi aur wo dekhne lagta hai, ki khaane ko kya-kya pada hua hai. Fir usko pata chalta hai, ki khaane ko roti to hai, lekin sabzi nahi hai aur naa hi usko koi achaar ya chatni milti hai. Fir Karan ne apni jaan Rita ko phone kiya aur bola-

Karan: Hi Rita, kaisi ho? Kya kar rahi ho?