Taarak mehta ka ooltah chashmah-98

Ab Gokuldham mein kuch hone wala tha. Kyuki Daya ko Gogi ne phone kar diya tha. Aur wo Daya ke sath kuch karne wala tha. Daya ko ab kaafi maza aane wala tha. Kyuki Gogi ne uske liye bahut kuch soch rakha tha.

Ab Daya ke Karan ko phone kar diya, aur bola-

Daya: Karan aaj tum mujhe Gogi se bacha lena. Tumne kaha tha, ki tum meri madad karoge.

Karan ne Daya ki baat maan li, aur usko ek plan bhi diya. Udhar Gogi bhi khada tha aur soch raha tha, ki aaj usko Daya ko kaafi peetna tha. Aur ye soch kar Gogi ab jaldi se Daya ke ghar ki taraf jaane laga.